Sardi me bhaap urati taiz garm chay aap ke liye kis bemari ka sbab ban skti he

 Muhaqaqeen ny inkshaf kia he ke bhap urati grma garm chay piny ke aadi afrad gzaa ki nali ke cancer me mubtala ho sakty hen

American Cancer society ny scienci jaredy international jurnol off Cancer me shaya hony wali apni tahqiqi report me 60 senti grade Tak gram chay ke 2 cup penny waly afrad ki gzaa ki nali ke cancer me mubtala hony ka inkshaf kia he

Is se qabal almi adara seht ny bhi 65 sent


i grade Tak gram chay piny se baz rehny ki hdayat jari ki thi.

Science dano ka kehna he is se qabal bhi tehqiqi muqablo me taiz garm chay or cancer ke darmyan taluq ka tazqara kia ja chuka he ta hum phli bar is khatrnak drja hirart ka tauen kia Gea he Jo Cancer ka sbab ban skta he Jo ke 60  senti grade he.

Ye tehqiqi muqabla Tehran University Bray tibi saince ki madad see Iran me mukamal kia Gea he jhan America me Kai guna zyada drja hirart wali chay piny ka rujhan aam he.

Science dano ny 2004 se 2017   ke drmyan 50  hzar iranyo ke tibi record ka jaiza lia .tehqiq me 40se 45   sal ki unar ke 50  hzar afrad ko rakha Gea tha mutaly ke doran khorak ki nali aiso faiks ke cancer ke 317 nay cases samny ay in afrad me bar bar taiz garm chay piny se gza ki nali me khrashen pr jati hen

Or zakhum gehra hoty hoty canser me tabdel ho Gea tha science dano ny tajveez di he ke rozana 700  mili letter se zyada 60 senti grade Tak gram chay piny se ijtnab barten kio ke is miqdar or darja hirart ki chay piny wali me 90 fisad Tak canser me mubtala hony ky imkanat hoty hen..




ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے